Wednesday, July 9, 2008

Madhia Emraan



1;pyar pyar mein dur kya pas sathiyaa jeeliyaa,murliyaa
pyar to karliyaa tum jaha hum wahw tum nahe hum
nahi jaaneman tum meri jaan sai kum nahi''
mohabbat kaa gaam hai millai jitna kaam hai yeh
to zamana nahi jaan payegai mera jo sanam
hai zara beraham hai dai kai mujhe wo dard
muskuraengaa dil ko aasisai dil bar pai bhi naaz
hai zindagi ek phool hai or mohabbat ouski khushboo||-
2;shama ki roshni sai andhera dur hota hai,duniya mein hur koi
majboor hota hai ,jo aankho sai jitna door ho wo dil kai outnai
khareeb hota hai.
3;hur yaado mein uski yaad rehti hain,meri aankho ko uski
talaash rehti hain,kuch tum bhi duwaa karo dosti sunaa
hai dosti ki duwa mein farishto ki furyaad rehti hain.
4;kismat pai aaitbaar kisko hai,miljayai khushi to inkaar kisko
hai,kuch majbooriya hai zindagi mein warna judaai sai pyar
kisko hai.
5;tere chehrai ki chamak sada bani rahe,hasi in labo
pai hamesha saji rahe,doorrakhe khushyaa tere
daman mein sada bhari rahein.
6;tumhe chahnahamari kamzoori hai,tumhe keh nahi paana hamari
majoorihai,tum kyun nahi samajhtai mere pyar ko kya pyar
kaa izhaar karna zaroori hai.
7;zindagi ek chahat kaa silsila hai,koi mil gaya koi
bichad gaya hai ,jissai maangaa thaa duwaa o mein wo kisi ko bina
maangai mil gaya hai.
8;baichaini thi is qadar ro naa sakai raat bhar pelko sai likh rahai
thai tea naam chand par.
9; tunai mohabbat sai meraa dil bhar diyaa apna bananai
warai tera shukriyaa.
10;khwaab aayai bhi nahe or toot gayai, woh humsaio millai bhi nahe
or rooth gayai, hum jaagtai rahe duniyaa sari sooti rahe, ek barish hi
hi thi jo mere saath roothi rahi.
11; aai enfil tuhe maalum hai aaj mehmaan jo aanai walai hai ounki
rah mein kaliyaa naa bechannaa kyunki hum palkai bechanai walai hai.
12;zindagi kisi ki mohtaaj nahi hoti,mohabbat sirf jabaat nahi hotai,
kuch to khayal ayaa hoga khudha ko warnayuhi aap ki
humsai mulaqat nahi hoti.
13; ishq aaisa karo ki dhakhan ban jayai,saans bhi lo to khushbo
ousi ki aayai, pyar kaa nasha aankho pai chahyai, baat koi bhi
ho magar naam ousi kaa aayai.
14; pyara saa eshsaas ho tum har pal dil kai paas ho tum,
jeenai ki aas ho tum, yeh dil sirf tum ko diya hai,
kyun ki ooro si khaas ho tum.
15; zindagi mohtaaji nahi manzhil ki waqt har
manzil sikha daita hai, marta nahi koi kisi sai judaa ho
waqt har kisi ko jeenaa sikha daita hai.
16; zindagi bhar naa, dekhaigai kisi or ki taraf jo ek baar kehdo kai
aap hamarein ho, omer bhar naa bho lengai sanam yaado ko aap kaa,
jo banaya ghar dil mein har wo khayal aap kaa ,jo naa milai to aap ko
bhhi koi ghaam naa hoga, zindagi hamari sawaar daigaa ehsaas aap kaa,
huim sai ho sakai to khushyo sai bhar daingai zindagai aap ki kismat mein
agar likha hoga khudha nai to shayad milan hojayaiga hamari or aap kaa.
17; mohabbat mohabbot bol kar log mohabbat ko badnaam kartai hai,
khudaha ki kasam, mohabbat ko farishtay bhi jhukh kar salaam kartai hai.
18;tanhae mein furyaad to kar saktai hai, viranai ko aabaad to
kar saktai hai, kya aabaad to kar saktai hai, kya huwa aap sai
mil sakai aap ko dil sai yaad to kar saktai hai.
19; naa karna inkaar hamein bil mien bas anai sai khudha bhi ruth jaata
hai hamara dil dukhanai sai.
20; tamaam umar teri zindagi sai diir rahi, teri khushi kai liyai
hur khushi sai door rahi, is sai badhi kai wafa ki saza
kya hogi teri hokar tujhsai door rahi.
21; zindagi mein kabhi pyaar mat karna ho jaaye to inkaar mat karna
na nibha sako tou hi chalna is rah par warna kisi ki zindagi barbad
mt karna.
22; kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota kam
se kam todne wale ke haath mein zakhm tou aaye hota.
23;tum kya hoti hai huwa pattai se pucho kya hoti hai tanhai
is tutai huwa paltai se puacho kya hoti hai judaai yu
bewaaafai ke rzaam nedezalim ,is waqt se puch kai kis waqt teri
yaad ne aayi.
24; dard gariron ko sunane ki zarurat kya hai, apne saath
auro korulane ki zarurat kya hai, waqt yuhi kam hai dosti ke liye,
ruth kar waqt gawaane ki zruat kya.
25; pyaar chupta nahi aankhen chupane dil rukta nahi kisi
ke samjhane se, ruk jaati hai dhadkan tujhe bhul jaane se,
hum tujhe yaad karte hai jeena ke bahana se.
26; teri dosti mein ek nasha hai, tabhi tou yeh duniya humse
khzafa hai na karo humse itni mohabbat ki dil hi puche
bata teri dhadkan kaha hai.
27;hur aabat hamare ehsaas dilaygi,hur hawaa khusboo hamari
layengi, hum dosti aisi nibhayengai ke, naa chahte huwa bhi tumhe
yaad hamari aayegi.
28;ek hi shaher mein rehter hai, phir bhi mil nahi paate hai, tumse
tou tum hare khwaab aacha hai, jo aankh band karte hi aate hai.
29; sukhe patton se pyaar karlenga hum apna dil beqaraar karlenga
hum ek baar kehdo tum harmare ho zindagi bhar intezaar
karlenga hum.
29; chala ja message tu banke gulab hogi sachi dosti tou
ayega jawaab. agar ne aata jawaab tou mut hona udaas
samajh lena ke hamare liya waqt hi nahi unki paas.
30; paani ki phoolon ko bhigarahi hai, thandi- thandi
lahrein ek taazgi jagarahi hai, ho jaaye aap bhi inme shamil,
ek pyaari si subha aapko jaga rahi hai.
31; phool bankar muskuraana hum jante hai, muskura gham bhulana
hum jante hai, mil kar log khush hote hai tou kya huwa bina mile
rishtey nibhana hum jante hai.
32; zindagi ek phool hai, aur mohabbat uski khushboo.
33;pyaar karo tou kissi ko dhoka mat daina apne pyaar ko aansuon
ke tohfa mat daina. dil se rodai koi tumhe yaad karke kabhi kisi
ko aisa mougha mat daina.
34; hamari khata par aapko gussa aata hai par aapke gussa par
humko pyaar aata manana mein maaza aata hai.
35; zindagi lehar thi aap sahil huwai naa jaane kaise hum aapki dosti
ke khabil huwai .naa bhulange hum us hasean pal ko jab aap hamari
is choti si duniya mein shamil.
36; hur yaado mein uski yaad rehti hai. meri aankho ko uski
taalash rehti hai, kuch tum bhi duwa karo dost sunaa hai dosti
ki duwaa mein farishton ki faryaad hoti hai.
37; yuhi apni dosti mein gehrayi rahe chahe umar bhar kyu na
judaai rahe ek arzoo dil mein samayi rahe saja aapki mehfil
sadaa bhale mera yahan tanhayi rahe.
38; mulaqat maut ki kehmaan hogayi hai, nazar ki duniya
veeran hogayi haio, ab meri saans bhi meri nahi rahe yeh
zindagi aapki dosti par qurbaan hogayi hai.
39;naseeb par zindagi kheli jaati hain, haathon ki lakiron
par taqdeer paayi jaati hai, khush kismat hotai hai, woh jinke
dilon mein aap jaise dost ki tasveer payi jaati hai.
40; sitaaron ki bheed sai churaya hai aapko.dil se apna yaar
banaya hai aapko ,is dil ko tutnai naa dena,kyon ki is dil ke konai mein
chupaya hai aapko.
41; sitaaron kai aagey bhi koi jahan higa jo kabhi na dekha wo sama
hoga is jahan ke saare hasi nazaron ki kasam aapse aacha dost aur
kahan hoga.
42; tumko hame yaad karne ki fursaat nahi. humko tumhe bhunai ki
aadat nahi tumko bhula ke jiyai bhi tou kaise ,dost tere bin jeenai ki
aadat jo nahi.
43; tanhae mein akelapan saha jayegaa par mehfil mein akela raha na
jayegaa unke saath na ho agar phir bhi jiya jayega .lakin unke
saath koi or ho tou saha na jayega.
44;fiza mein mahekti shaam ho tum ptaar mein chalakta jaam ho tum
tumhe dil mein chupaye phirte hai.aa dost meri zindagi ke dusra
naam ho tum.
44;naa chaho kisi ko itna ki chahat tumari majboori banjayai
chaho tou chaho kisi kop itna ki tumhari chahat uske liye majboori
ban jaaye.
45; apon ki dosti koi pepsi nahi "jo dil maange more" arey apni dosti tou
hai .zindagi ke saath bhi zindagi kie baad bhi.
46;khuda kare ke hamara dosti aisi hoke chat tumhe lage or dard
mujhe ho dil tumhara dhadke aur dhadkan meri ho nawkeri tum karo
aur salary meri ho.
47;tumhari chahat hamari kamzori hai.tum he keh nahi pane
hamari majboori hai tum kyun nahi samjhte mere pyaar ke kya pyaar
ke izhaar karne zaroori hai.
48; suraj se kaho roshni dehna chod dai, sitaaron se kaho tim timana
cho dai agar aap mil naa sakai tou aapki yaadon se kaho hame satana chod de.
49; phool aisa ho jo baag ko khushbo se bhar de hum safar aisa ho jo andheron ko roshni se bhar de
50; behte aashkon ki zubaan nahi hoti lizzon mein mohabbat bayaan nahi agar mile pyaar tou uski kadar
karna, kyonki kismat har kisi par maharban nahi hoti.

Friday, July 4, 2008


Gazal singer Jagjeet singh

Born on the 8th of February, 1941 in Sri Ganganagar in Rajasthan, INDIA, Jagjit Singh is the most popular ghazal singer in the world. Jagjit Singh is among the finest in this industry along with great talents like Mehndi Hassan and Ghulam Ali.

Jagjit's ghazals brings out the emotional side of ghazal and peotry lovers. His ghazals do a wonderful job in delivering tranquility (where "mai-khana" is involved :), passion, serenity, pain ("sweet pain" in love), deepness, grief, love and a reminder of one's own personal past.

His voice, a true gift of God has the pain that an "ashiq" feels after loosing his beloved, the love that a mother seeks for her child, the tranquility that a "saaqi" delivers, the willing fear that a boy has when she walks in the room.

Yaado se sapne hakikat nahi bante
choti si khusiyo se gum kam nahi hote
shukar hai rab ka ki is duniya mein hum bhi hai
varna aap jay-so mein kidhe kam nahi hote



Na Maa ki mar se, Na bap ki phatkar se, tu to sudhrega sirf RAKHI ke hathiyar se"




Aye dost to bhi likha kar shayari,meri tarah tera bhi naam ho jayega,log fenkege ande aur tamatar,to shaam ke dinner ka Intezaam Ho Jayega ..................................................



Kaon kehta hai ke angrezoon ka jamana nahi,Kisi be ladke se puchulao Titanic heroin ko jantha ki nahi..........................


Mahobbat mein dil beqaraar karne waali hun,bina daanton ke ye khumaar karne waali hun,rab ne tees saal baad badli kismat,70 ki sahi par pyaar karne waali hunnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn


Hume tumse love hai,please refuse na karna.ye zero watt ka hope bulb hai
please ise fuse na karna..................


Rab se bike mangi car de,apartment manga bangla diya,dost manga to tumhain de diya,rab ne is bar aisa zulm kyoun kia...................


Jalli ko Aag kehte hain, Bujhi ko Rakh kehte hain Cobra ko Naag kehte hain,jo tumhare pass jo hai use khaali dimaag kehte hain...................


Promise me we are true friends..
I am lamp you are light I am pepse you are Sprite,
I am phool you are fool I am Normal you are Pagal,
I am water you are tanki,I am "Tarzan" you are "Monkey".....
Reply With Quote


Maine tujhko jo dekha to dekhta hi rah gaya,phir maine tujhe chup-chup ke dehka iske baad pata hai mujhe kya hua,arre bewaqoof mujhe chashma lag gayaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Pas nahin tum to phir kya ho gaya mausum dobara laut aayein ge
Saagar se maujoon ko milna hai zaroori aik din to dono mil jaayein ge

nazar aandaz kaise kare appko
nazar o me bittya hi appko
royein bhi to kaise
jhukhi jo palkhe to chubhe-gi- appko

Zamane ki har jannat tumhe mil jaaye,
Ye aasma ye zamin tumhari hogi,
Mujhse keh bhi na paaoge usse pehle,
Mere hisse ki har khushi tumhari hogi.

Maang kar to dekho kabhi,
humari yeh zindagi bhi tumhari hogi.
Teri aarzoo, teri khushi, teri chahat hi
Humari zindagi ki aarzoo akhiri hogi


Iss pyaase raahi ko bus thoda paani chahiye
Bahot din bitaye hoop mein bus thodi chhaya chahiye
Pyar tumse hum karte hain bahot bus thoi wafa chahiye

Dil main intjar ki lakir chhod jaayenge.
Aakho main yaadon ki nami chhod jaayenge.
Dhundhte phiroge hume eak din.
Zindgi me eak dost ki kami chhod jayenge

Apko kabhi humse ruth ke jaane na denge
Naraz ho aap aise halat na paida na hone denge
Yakeen karo humare har baat pe
Hum tumko kabhi apni zindagi se jaane na denge

Ab humein pyar ke rishte pe aeitbaar na raha
Wo humraahi ab humare saath na raha
Jee rahan hoon par kisi se kuch nahi hai shiqayat
Apna kehne walon ko bhi to ab humara khayal na raha

Wafa ke vade karne wae hi bewafaa hote kyon hai
Dil ke kareb rehne wae hi humse khafaa hote kyon hai
Ajeeb zindagi ne diye hai uljhan jo kabhi na ujhe
Mohabbat mein thokar khane wale humesha rote kyon hai

Hawaayen Kisse Poochkar Aati Hai Ghum Ki
Bheed Mein Dekhaa To Ek Hamaari Aankhein Hi Nam Thi

Jo Mujhko Samajhkar Bhi Na Samajh Sakaa
Jab Samjhaa Mujhe To Meri Saansein Kam Thi

Hum to yunhi behkudhi me keh baithe
ki hume koi yaad nahi karta
jis ka ho aapke jaisa pyaara dost
vo kabhi kudha se bhi fariyaad nahi karta

Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai,
kagaz ki haveli hai, baarish ka zamana hai,
kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamana hai,
aawaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gaana hai,
Us paar utarne ki umeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai, tufaan ko bhi aana hai,
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke,
ek shakhs ko aankhon se haal-e-dil sunana hai,
Bholi si adaa koi fir ishq ki zid par hai,
fir aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai.


woh dilnashi hamara imtehan kya legi
nazre mili to nazre jhuka legi
use hamari kabr pe diya jalane mat dena yaaro
abhi woh nadan hai kahi apna hath jala legi

Kisi ko nafrat marti hai, kisi ko uska dushman koi
Koi Yaad karta hai bichde mehboob ko, kisi ko yaad aata hai uska hamdam koi,
Mujhe kisi anjaane ne nahin mere hi rehnuma ne mara hai
Jiske naam likha tha dil ka katra-katra, usne peeth mein khanjar utara hai.. ///

Kabhi kabhi dil udas hota hai
halka sa aankho ko ehsas hota hai
chhalakte hai meri aankh se aansu
jab aapke dur hone ka ehsaas hota hai

Dur rehkar kareeb rehne ki aadat hai
yaad bankar aankhon se behne ki aadat hai
kareeb na hote hue bhi kareeb paoge
mujhe ehsaas bankar rehne ki aadat hai

Kuch Rishte upar wala banata hai
Kuch Rishte Log banate hain Par
kuch Log bina koi Rishte ke hi Rishte
Nibhate hain, Shayad wohi Dost kehlate hain

Roz hota hai tarruf mera teri yAdoN se,
chhalakta hai noor tera meri AnkhoN se,
tadap raha hoon maiN aur ab ye Alam hai,
aur intezaar nahi hota ab meri sasoN se.

Kiss Is A Key Of Love,
Love Is A Lock Of Marrige,
Marrige Is A Box Of Children,
Children Are Problem Of India,
So............
Never Kiss A Girl If You Love India


Kahi Andhera To Kabhi Shaam Hogi,
Meri Har Khushi Apke Naam Hogi,
Ek Baar Kuch Maang Ke To Dekho,
Hotho Pe Hasi Or Ye Zindgi Apke Naam Hogi.

Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara,
Lagta hai pyara ek ek taara.
In taaron mein sabse pyara hai ek sitara,
Jo is waqt padh raha hai SMS hamara.

chand taro se mulakat kar aaye
har ek sitare se dosti kar aaye
us sitaro me ek ko jamin par le aaye
warna aap hi sochiye, aap is duniya me kaise aaye?

kaash sab log ek jaise hote
ek hum hai to apana dil shayari me bhejate hai
aur ek aap hai jo dil rakhne ke liye shayari bhejte hai
dont mind just kidding


Ye fark sirf aapki soch ka hai
Varna zamana sabka hai
Hum bhi hain aapke ek dost
Faisla ab baki aapka hai

my mobile had an accident with motorola, admitted in LG hospital
address samsung nagar, opp. SONY street, dr NOKIA says matter is
serious, pl donate SMS


Yeh donated sms hai ise further na donate karein
Yeh sms sirf aapke liye ise aur kahin paste na karein
Huamri baaton ko aap bhul na jaana
Yeh sms koi virus nahin hai jo aap authenticate karein

2 Lovers plan to suicide.



Boy jumped first, Girl closed her eyes & return back saying, “love is blind”.

Boy in air opened his parachute saying, “love never dies”.

Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik chand dikha diya aapne.

Hamein zindagi to di kisi aur ne,
par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne

zindagi hai,tu sans hi sans hai....
zindagi hai,tu payar hi pyar hai....
zindagi hai,tu dost hi dost hai....
zindagi hai,par tum kyun nahi ho...

Khuda ne kaha dosti na kar

Dosti mein tu kabhi kho jayegi

maine kaha ai khuda ,

Zameen par aakar mere dost se mil

Tu bhi us par fannah ho jayega............!


Dosti Aur Mohabat Ki Murat Ho Aap,
Kisi Ke Zindagi Ki Zarurat Ho Aap,

Khubsurat To Phool Bhi Bahoot Hote Hain
Par Kisi Ke Liye Phool Se Bhi Zyada Khubsurat Ho Aap ...


Jaroorat hi nahi alfaaz ki,
Dosti to cheez hai bas ehsaas ki,

Paas hote to manzar hi kya hota
Dur se khabar hai hume aapki har saans ki.........


Sab dost bewafa ho gaye,
hum apne mobile se khafa ho gaye,
ek SMS to kar de zalim,
warna duniya wale samjhenge hum dono juda ho gaye.

pyar ne hazaro zakhm diye hai zamane ko
dosti uspe thik hai nibhane ko
dil ke katil rahete hai mahefil me
ye batakar kya karu zamane ko

Rab se dua Karta hun ki
mere dost ko khusiyo ka sansar mile,
Aur jo mujhe SMS nahi karte
unko apni GIRLFRIEND aur WIFE se
bahen jaisa payar mile....!


Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon
Tujhe jane bina tera haal bata sakta hoon
Hey meri mohabbat main itna dam
Apni ankh ka ansoo teri aankh se gira sakta hoon...


Tum ko dekha...
Tum ko dekha..
Tum ko dekha....
Toh yeh khayal aaya
Paaglon ke stock mein naya maal aaya!

I like u tabse u like me jabse,
I like u utna u like me jitna,
I like u tabtak u like me jabtak,
U like me jane kabtak
But I will like u marte damtak.......friendsforever


Zindagi behaal hai, Sur hai naa taal hai,
Message box bhi kangal hai
Kya aap ki SMS factory me hartal hai?
plz kuch to bhejo ye mere Mobile ki zindagi ka sawaal hai


Zid apni naa chodhi tune,
pyar bhara dil tod diya.
kuch paiso ke liye zaalim,
tune sms karna chorr diya.

Kanjoos ki zindagi kya jina,
kabhi meri trah jiya karo,
Rooz mere SmS padkar sharam nahi aati,
Kabhi kud bhi Sms kiya karo.


Aapka SMS hemesha khas hota hai,
wo hamari dosti ka raaz hota hai.
hum bhale he turant SMS na kare
lekin fir bhi agla SMS ka intazar hota hai.


Tum Apun Ko Itna SmS Karta Hai!
Apun Ko REPLY Karne Ko Majbur Karta Hai!
Kya Iske Piche Koi PLAN Hai?
Ya Auro Ki TarAh Tum Bi Apun Ka FAN Hai!


Tujh se bichad ke bhi zinda tha
rah rah ke ye zahar piya hai
jo kuchh guzari jaiseguzari
tujh pe kab ilzam diya hai
apne haal pe khud roya hun
khud hi apna chak siya hai
kitani jankahi se maine
tujhko dil se door kiya hai
khamoshi ki jheel me toone
phir kyon patthar fenk diya hai


Na kisi gham na kisi dard ne hame kabhi maara
Jis kadar teri ishq ne aaj mujhe hai maara.....


Ishq nahi hai tumhe mujhse yunhi bahane karti ho....
Yunhi bahane qayam rakhna tum mere mar jaane tak...
Kabhi to khuda se faryad karo ge,
Na mila na miley ga marey jaisa dost,
Kabhi to is bat i main to yad karo ge,par naz karo ge
by Nasir Fahmeed
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | 2 Comments »
Ham Se Hota Kisi…
September 10th, 2006
Ham se hota kisi maqool bahaanay se alag
ham ne chaha tha jisay saaray zamaanay se alag
ham se bichhRa to khhula bhaid ye ham per, ik shakhs
apnay ghar se hi nahiN, tha woh gharaanay se alag
tujh se wabasta tha kia dil ka sabhi chaen o qaraaMahfil main na sahi tanha
r
dil hua mujh se tiray chhoR ke jaanay se alag
mujh se kaisa juRa baithha tha woh tareeki meiN
na gahaaN ho gia ik shama jalaanay se alag
ghar ki taqseem se hota nahiN taqseem lahoo
bhai hotay nahiN deewar uthhaanay se alag
chaen lainey na dia gardish-e-dauraaN ne mujhey
maera qiSSa hai mahabbat ke fasaanay se alag
Tanz ka teer nishaanay pe hi lagta hai sada
phhainka jaye ye kahiN khaah nishaanay se alag
yooN to har shehr nain dikhlaaye kaye khaab mujhey
teri basti ke thhe kuchh khaab suhaanay se alag
us ke maala meiN thha ik ganj-e-jawaahar ASIM
khaal-e-rukhsaar ka moti thha khazaanay se alag
*shehr=(city)
by Ameen Asim
Posted in Pyar Mohabbat | No Comments »
Karaeydaar key Putter
September 10th, 2006
Kehtay hain mujh se karaeydaar key putter
karaya kiun dain hum hai thanedaar k puttter
Kurri guzerti hai qareeb se to martay hai seetiyan
Lagta hai k hain woh chokeedaar k putter
Yeh keh ker mujhay kurree k gher jane se rok diya
Kut chaartay hain bohat molvi abdul ghafar k putter
Poochi jo kisi ne mere baiton ki tadaad Majid
Ghalti se mix hauy bivi no.1 or chaar k putter
Poocha jo bivi ne baqi teen bivion k baiton ka
Main ne kaha woh to hain muhalaydaar k putter
by Majid Zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Bazeecha-e-Atfal
September 10th, 2006
Bazeecha-e-Atfal hai mera college mere agay
chahta hoon rahe shabo roz Natasha mere agay
Derya khan ko ghaseet ker kehta hai mera teacher
Ghista hai jabeen khaak pe derya mere agay
Ik afghani keh rahi thi kal aik punjabi se
Tu daikh k kia rang hai tera mere agay
Gher se college ko jo nikloon to youn lagta hai mujhe
Kaba mere peechay hai kalisa mere agay
Abhi apni class ki lerkiyon se dil nahi bhara mera Maghloob
Rehne do abhi billo or teena mere agay
by Majid zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Qayenat
July 24th, 2006
aaye thay is qayenat may kuch umaang laykur,
kash malum hota qayenat mangay gi harjana…
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | No Comments »
Rasta Badalna hai
July 24th, 2006
Rasta Badalna hai
Patharon peh chalna hai
Zindagi key rastay per
Gir gae, Sabbhalna hai,
Badalo! Hato Peechhay,
Chand ko nikalna hai
Phool ko mehekna hai,
Lakdayon ko jalna hai
Hum to door jain gay
kis ko sath chalna hai
by Shahid Shahnawaz
Posted in Zindagi | 4 Comments »
Pages (21) : « 1 2 [3]4 5 » ... Last »
Mahfil main na sahi tanhai main to yad karo ge,
Kabhi to khuda se faryad karo ge,
Na mila na miley ga marey jaisa dost,
Kabhi to is bat par naz karo ge
by Nasir Fahmeed
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | 2 Comments »
Ham Se Hota Kisi…
September 10th, 2006
Ham se hota kisi maqool bahaanay se alag
ham ne chaha tha jisay saaray zamaanay se alag
ham se bichhRa to khhula bhaid ye ham per, ik shakhs
apnay ghar se hi nahiN, tha woh gharaanay se alag
tujh se wabasta tha kia dil ka sabhi chaen o qaraar
dil hua mujh se tiray chhoR ke jaanay se alag
mujh se kaisa juRa baithha tha woh tareeki meiN
na gahaaN ho gia ik shama jalaanay se alag
ghar ki taqseem se hota nahiN taqseem lahoo
bhai hotay nahiN deewar uthhaanay se alag
chaen lainey na dia gardish-e-dauraaN ne mujhey
maera qiSSa hai mahabbat ke fasaanay se alag
Tanz ka teer nishaanay pe hi lagta hai sada
phhainka jaye ye kahiN khaah nishaanay se alag
yooN to har shehr nain dikhlaaye kaye khaab mujhey
teri basti ke thhe kuchh khaab suhaanay se alag
us ke maala meiN thha ik ganj-e-jawaahar ASIM
khaal-e-rukhsaar ka moti thha khazaanay se alag
*shehr=(city)
by Ameen Asim
Posted in Pyar Mohabbat | No Comments »
Karaeydaar key Putter
September 10th, 2006
Kehtay hain mujh se karaeydaar key putter
karaya kiun dain hum hai thanedaar k puttter
Kurri guzerti hai qareeb se to martay hai seetiyan
Lagta hai k hain woh chokeedaar k putter
Yeh keh ker mujhay kurree k gher jane se rok diya
Kut chaartay hain bohat molvi abdul ghafar k putter
Poochi jo kisi ne mere baiton ki tadaad Majid
Ghalti se mix hauy bivi no.1 or chaar k putter
Poocha jo bivi ne baqi teen bivion k baiton ka
Main ne kaha woh to hain muhalaydaar k putter
by Majid Zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Bazeecha-e-Atfal
September 10th, 2006
Bazeecha-e-Atfal hai mera college mere agay
chahta hoon rahe shabo roz Natasha mere agay
Derya khan ko ghaseet ker kehta hai mera teacher
Ghista hai jabeen khaak pe derya mere agay
Ik afghani keh rahi thi kal aik punjabi se
Tu daikh k kia rang hai tera mere agay
Gher se college ko jo nikloon to youn lagta hai mujhe
Kaba mere peechay hai kalisa mere agay
Abhi apni class ki lerkiyon se dil nahi bhara mera Maghloob
Rehne do abhi billo or teena mere agay
by Majid zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Qayenat
July 24th, 2006
aaye thay is qayenat may kuch umaang laykur,
kash malum hota qayenat mangay gi harjana…
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | No Comments »
Rasta Badalna hai
July 24th, 2006
Rasta Badalna hai
Patharon peh chalna hai
Zindagi key rastay per
Gir gae, Sabbhalna hai,
Badalo! Hato Peechhay,
Chand ko nikalna hai
Phool ko mehekna hai,
Lakdayon ko jalna hai
Hum to door jain gay
kis ko sath chalna hai
by Shahid Shahnawaz
Posted in Zindagi | 4 Comments »
Pages (21) : « 1 2 [3]4 5 » ... Last »
Mahfil main na sahi tanhai main to yad karo ge,
Kabhi to khuda se faryad karo ge,
Na mila na miley ga marey jaisa dost,
Kabhi to is bat par naz karo ge
by Nasir Fahmeed
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | 2 Comments »
Ham Se Hota Kisi…
September 10th, 2006
Ham se hota kisi maqool bahaanay se alag
ham ne chaha tha jisay saaray zamaanay se alag
ham se bichhRa to khhula bhaid ye ham per, ik shakhs
apnay ghar se hi nahiN, tha woh gharaanay se alag
tujh se wabasta tha kia dil ka sabhi chaen o qaraar
dil hua mujh se tiray chhoR ke jaanay se alag
mujh se kaisa juRa baithha tha woh tareeki meiN
na gahaaN ho gia ik shama jalaanay se alag
ghar ki taqseem se hota nahiN taqseem lahoo
bhai hotay nahiN deewar uthhaanay se alag
chaen lainey na dia gardish-e-dauraaN ne mujhey
maera qiSSa hai mahabbat ke fasaanay se alag
Tanz ka teer nishaanay pe hi lagta hai sada
phhainka jaye ye kahiN khaah nishaanay se alag
yooN to har shehr nain dikhlaaye kaye khaab mujhey
teri basti ke thhe kuchh khaab suhaanay se alag
us ke maala meiN thha ik ganj-e-jawaahar ASIM
khaal-e-rukhsaar ka moti thha khazaanay se alag
*shehr=(city)
by Ameen Asim
Posted in Pyar Mohabbat | No Comments »
Karaeydaar key Putter
September 10th, 2006
Kehtay hain mujh se karaeydaar key putter
karaya kiun dain hum hai thanedaar k puttter
Kurri guzerti hai qareeb se to martay hai seetiyan
Lagta hai k hain woh chokeedaar k putter
Yeh keh ker mujhay kurree k gher jane se rok diya
Kut chaartay hain bohat molvi abdul ghafar k putter
Poochi jo kisi ne mere baiton ki tadaad Majid
Ghalti se mix hauy bivi no.1 or chaar k putter
Poocha jo bivi ne baqi teen bivion k baiton ka
Main ne kaha woh to hain muhalaydaar k putter
by Majid Zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Bazeecha-e-Atfal
September 10th, 2006
Bazeecha-e-Atfal hai mera college mere agay
chahta hoon rahe shabo roz Natasha mere agay
Derya khan ko ghaseet ker kehta hai mera teacher
Ghista hai jabeen khaak pe derya mere agay
Ik afghani keh rahi thi kal aik punjabi se
Tu daikh k kia rang hai tera mere agay
Gher se college ko jo nikloon to youn lagta hai mujhe
Kaba mere peechay hai kalisa mere agay
Abhi apni class ki lerkiyon se dil nahi bhara mera Maghloob
Rehne do abhi billo or teena mere agay
by Majid zulfiqar
Posted in Mazakhiya | No Comments »
Qayenat
July 24th, 2006
aaye thay is qayenat may kuch umaang laykur,
kash malum hota qayenat mangay gi harjana…
Posted in Dard-e-Dil - SHAIRI | No Comments »
Rasta Badalna hai
July 24th, 2006
Rasta Badalna hai
Patharon peh chalna hai
Zindagi key rastay per
Gir gae, Sabbhalna hai,
Badalo! Hato Peechhay,
Chand ko nikalna hai
Phool ko mehekna hai,
Lakdayon ko jalna hai
Hum to door jain gay
kis ko sath chalna hai
by Shahid Shahnawaz
Posted in Zindagi ,....