Wednesday, July 9, 2008

Madhia Emraan



1;pyar pyar mein dur kya pas sathiyaa jeeliyaa,murliyaa
pyar to karliyaa tum jaha hum wahw tum nahe hum
nahi jaaneman tum meri jaan sai kum nahi''
mohabbat kaa gaam hai millai jitna kaam hai yeh
to zamana nahi jaan payegai mera jo sanam
hai zara beraham hai dai kai mujhe wo dard
muskuraengaa dil ko aasisai dil bar pai bhi naaz
hai zindagi ek phool hai or mohabbat ouski khushboo||-
2;shama ki roshni sai andhera dur hota hai,duniya mein hur koi
majboor hota hai ,jo aankho sai jitna door ho wo dil kai outnai
khareeb hota hai.
3;hur yaado mein uski yaad rehti hain,meri aankho ko uski
talaash rehti hain,kuch tum bhi duwaa karo dosti sunaa
hai dosti ki duwa mein farishto ki furyaad rehti hain.
4;kismat pai aaitbaar kisko hai,miljayai khushi to inkaar kisko
hai,kuch majbooriya hai zindagi mein warna judaai sai pyar
kisko hai.
5;tere chehrai ki chamak sada bani rahe,hasi in labo
pai hamesha saji rahe,doorrakhe khushyaa tere
daman mein sada bhari rahein.
6;tumhe chahnahamari kamzoori hai,tumhe keh nahi paana hamari
majoorihai,tum kyun nahi samajhtai mere pyar ko kya pyar
kaa izhaar karna zaroori hai.
7;zindagi ek chahat kaa silsila hai,koi mil gaya koi
bichad gaya hai ,jissai maangaa thaa duwaa o mein wo kisi ko bina
maangai mil gaya hai.
8;baichaini thi is qadar ro naa sakai raat bhar pelko sai likh rahai
thai tea naam chand par.
9; tunai mohabbat sai meraa dil bhar diyaa apna bananai
warai tera shukriyaa.
10;khwaab aayai bhi nahe or toot gayai, woh humsaio millai bhi nahe
or rooth gayai, hum jaagtai rahe duniyaa sari sooti rahe, ek barish hi
hi thi jo mere saath roothi rahi.
11; aai enfil tuhe maalum hai aaj mehmaan jo aanai walai hai ounki
rah mein kaliyaa naa bechannaa kyunki hum palkai bechanai walai hai.
12;zindagi kisi ki mohtaaj nahi hoti,mohabbat sirf jabaat nahi hotai,
kuch to khayal ayaa hoga khudha ko warnayuhi aap ki
humsai mulaqat nahi hoti.
13; ishq aaisa karo ki dhakhan ban jayai,saans bhi lo to khushbo
ousi ki aayai, pyar kaa nasha aankho pai chahyai, baat koi bhi
ho magar naam ousi kaa aayai.
14; pyara saa eshsaas ho tum har pal dil kai paas ho tum,
jeenai ki aas ho tum, yeh dil sirf tum ko diya hai,
kyun ki ooro si khaas ho tum.
15; zindagi mohtaaji nahi manzhil ki waqt har
manzil sikha daita hai, marta nahi koi kisi sai judaa ho
waqt har kisi ko jeenaa sikha daita hai.
16; zindagi bhar naa, dekhaigai kisi or ki taraf jo ek baar kehdo kai
aap hamarein ho, omer bhar naa bho lengai sanam yaado ko aap kaa,
jo banaya ghar dil mein har wo khayal aap kaa ,jo naa milai to aap ko
bhhi koi ghaam naa hoga, zindagi hamari sawaar daigaa ehsaas aap kaa,
huim sai ho sakai to khushyo sai bhar daingai zindagai aap ki kismat mein
agar likha hoga khudha nai to shayad milan hojayaiga hamari or aap kaa.
17; mohabbat mohabbot bol kar log mohabbat ko badnaam kartai hai,
khudaha ki kasam, mohabbat ko farishtay bhi jhukh kar salaam kartai hai.
18;tanhae mein furyaad to kar saktai hai, viranai ko aabaad to
kar saktai hai, kya aabaad to kar saktai hai, kya huwa aap sai
mil sakai aap ko dil sai yaad to kar saktai hai.
19; naa karna inkaar hamein bil mien bas anai sai khudha bhi ruth jaata
hai hamara dil dukhanai sai.
20; tamaam umar teri zindagi sai diir rahi, teri khushi kai liyai
hur khushi sai door rahi, is sai badhi kai wafa ki saza
kya hogi teri hokar tujhsai door rahi.
21; zindagi mein kabhi pyaar mat karna ho jaaye to inkaar mat karna
na nibha sako tou hi chalna is rah par warna kisi ki zindagi barbad
mt karna.
22; kaash banane wale ne dil kaanch ka banaya hota kam
se kam todne wale ke haath mein zakhm tou aaye hota.
23;tum kya hoti hai huwa pattai se pucho kya hoti hai tanhai
is tutai huwa paltai se puacho kya hoti hai judaai yu
bewaaafai ke rzaam nedezalim ,is waqt se puch kai kis waqt teri
yaad ne aayi.
24; dard gariron ko sunane ki zarurat kya hai, apne saath
auro korulane ki zarurat kya hai, waqt yuhi kam hai dosti ke liye,
ruth kar waqt gawaane ki zruat kya.
25; pyaar chupta nahi aankhen chupane dil rukta nahi kisi
ke samjhane se, ruk jaati hai dhadkan tujhe bhul jaane se,
hum tujhe yaad karte hai jeena ke bahana se.
26; teri dosti mein ek nasha hai, tabhi tou yeh duniya humse
khzafa hai na karo humse itni mohabbat ki dil hi puche
bata teri dhadkan kaha hai.
27;hur aabat hamare ehsaas dilaygi,hur hawaa khusboo hamari
layengi, hum dosti aisi nibhayengai ke, naa chahte huwa bhi tumhe
yaad hamari aayegi.
28;ek hi shaher mein rehter hai, phir bhi mil nahi paate hai, tumse
tou tum hare khwaab aacha hai, jo aankh band karte hi aate hai.
29; sukhe patton se pyaar karlenga hum apna dil beqaraar karlenga
hum ek baar kehdo tum harmare ho zindagi bhar intezaar
karlenga hum.
29; chala ja message tu banke gulab hogi sachi dosti tou
ayega jawaab. agar ne aata jawaab tou mut hona udaas
samajh lena ke hamare liya waqt hi nahi unki paas.
30; paani ki phoolon ko bhigarahi hai, thandi- thandi
lahrein ek taazgi jagarahi hai, ho jaaye aap bhi inme shamil,
ek pyaari si subha aapko jaga rahi hai.
31; phool bankar muskuraana hum jante hai, muskura gham bhulana
hum jante hai, mil kar log khush hote hai tou kya huwa bina mile
rishtey nibhana hum jante hai.
32; zindagi ek phool hai, aur mohabbat uski khushboo.
33;pyaar karo tou kissi ko dhoka mat daina apne pyaar ko aansuon
ke tohfa mat daina. dil se rodai koi tumhe yaad karke kabhi kisi
ko aisa mougha mat daina.
34; hamari khata par aapko gussa aata hai par aapke gussa par
humko pyaar aata manana mein maaza aata hai.
35; zindagi lehar thi aap sahil huwai naa jaane kaise hum aapki dosti
ke khabil huwai .naa bhulange hum us hasean pal ko jab aap hamari
is choti si duniya mein shamil.
36; hur yaado mein uski yaad rehti hai. meri aankho ko uski
taalash rehti hai, kuch tum bhi duwa karo dost sunaa hai dosti
ki duwaa mein farishton ki faryaad hoti hai.
37; yuhi apni dosti mein gehrayi rahe chahe umar bhar kyu na
judaai rahe ek arzoo dil mein samayi rahe saja aapki mehfil
sadaa bhale mera yahan tanhayi rahe.
38; mulaqat maut ki kehmaan hogayi hai, nazar ki duniya
veeran hogayi haio, ab meri saans bhi meri nahi rahe yeh
zindagi aapki dosti par qurbaan hogayi hai.
39;naseeb par zindagi kheli jaati hain, haathon ki lakiron
par taqdeer paayi jaati hai, khush kismat hotai hai, woh jinke
dilon mein aap jaise dost ki tasveer payi jaati hai.
40; sitaaron ki bheed sai churaya hai aapko.dil se apna yaar
banaya hai aapko ,is dil ko tutnai naa dena,kyon ki is dil ke konai mein
chupaya hai aapko.
41; sitaaron kai aagey bhi koi jahan higa jo kabhi na dekha wo sama
hoga is jahan ke saare hasi nazaron ki kasam aapse aacha dost aur
kahan hoga.
42; tumko hame yaad karne ki fursaat nahi. humko tumhe bhunai ki
aadat nahi tumko bhula ke jiyai bhi tou kaise ,dost tere bin jeenai ki
aadat jo nahi.
43; tanhae mein akelapan saha jayegaa par mehfil mein akela raha na
jayegaa unke saath na ho agar phir bhi jiya jayega .lakin unke
saath koi or ho tou saha na jayega.
44;fiza mein mahekti shaam ho tum ptaar mein chalakta jaam ho tum
tumhe dil mein chupaye phirte hai.aa dost meri zindagi ke dusra
naam ho tum.
44;naa chaho kisi ko itna ki chahat tumari majboori banjayai
chaho tou chaho kisi kop itna ki tumhari chahat uske liye majboori
ban jaaye.
45; apon ki dosti koi pepsi nahi "jo dil maange more" arey apni dosti tou
hai .zindagi ke saath bhi zindagi kie baad bhi.
46;khuda kare ke hamara dosti aisi hoke chat tumhe lage or dard
mujhe ho dil tumhara dhadke aur dhadkan meri ho nawkeri tum karo
aur salary meri ho.
47;tumhari chahat hamari kamzori hai.tum he keh nahi pane
hamari majboori hai tum kyun nahi samjhte mere pyaar ke kya pyaar
ke izhaar karne zaroori hai.
48; suraj se kaho roshni dehna chod dai, sitaaron se kaho tim timana
cho dai agar aap mil naa sakai tou aapki yaadon se kaho hame satana chod de.
49; phool aisa ho jo baag ko khushbo se bhar de hum safar aisa ho jo andheron ko roshni se bhar de
50; behte aashkon ki zubaan nahi hoti lizzon mein mohabbat bayaan nahi agar mile pyaar tou uski kadar
karna, kyonki kismat har kisi par maharban nahi hoti.

No comments: